Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana Lyrics




Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana Lyrics



Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana

Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Dekho ye nata nibhana, nibhana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere


Ye din ye tyohar khushi ka,
Pawan jaise nir nadi ka
Bhaai ke ujale maathe pe,
Bahan lagaye magal tika
Jhume ye sawan suhaana, suhaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere


Baandh ke hamane resham dori,
Tum se wo ummid hai jodi
Naazuk hai jo daant ke jaise,
Par jivan bhar jaae na todi
Jaane ye sara zamaana, zamaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere


Shayad wo sawan bhi aaye,
Jo bahana ka rang na laye
Bahan paraae desh basi ho,
Agar wo tum tak pahunch na paaye
Yaad ka dipak jalaana, jalaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere.



Related Search

Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana lyrics 

Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana lyrics in hindi

Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana mp3 download

Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana lyrics in hindi

Raksha bandhan lyrics

Rakhsha bandhan photo

Raksha bandhan english

Comments